Quran Interactive Recitations - Click below

Wednesday, May 19, 2010

Re: [shia_strength] Namaz without Wilayat e Ali(asws)

 

Salam Alaikum,
 
Shahadate salesa has no place in namaz. Its the worst Bidah to say namaaz is useless without aliyunwaliullah.
 
Aytaullah Sistani has declared that it is not 'jayaz' to say sahadate salesa in tashhud. Therefore it is clear cut bida'h.
 
Anybody saying shahadet salesa in tashahud is a clear cut enemy of shariah. These people should be banned from joining with shais as these are ghali bidati people and have nothing to do with shias.
 
 
 
 

Quran-o-Itrat Academy
Question And Answer System

>>Homepage     >>Ask Question   >>Search Question  >>View Topic Wise Questions
  Ques. ID 2545  
  Question YA ALI MADAD my question is that k jub namaz k tashahud me shahadat e salasa jaiz nai tu humari azan me ise q shamil kiya gya or jub quran me her jaga 3 shahadato ka zikr he tu humari namaz me is ki ijazat q nai he  
  Country  karachi - pakistan
  Answer Deen k ehkaam per amal kernay k liay zaroori hay k insaan ya tu mujtahid ho,ya ehtiyaat per is terah amal karay k kisi bhi mujtahid k fatway ki mukhaalfat nah ho.or ya phir mujtahid ki taqleed karay.Taqleed ka matlab or maqsad ye hay k mujtahid k fatway k mutabiq, baghair daleel k amal ko anjaam diya jaay,or apnay amal ka khuda ki baardah main os ko zimmay daar qaraar diya jay.(Ref Ayat ullah Seestani(D.B), Jadeed fiqhi masail pg # 47).Namaz main sirif Quarn or dua(ya salawaat) or Allah k zikr main izafah kernay ki ijazat hay,is k alawa ki ijazat nahi.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1121,1122).  
  Topic  Tashhhud
  Mujtahid Aayat-ul-Allah Seestani  
  Answered By  Quran-o-Itrat Academy 


  Ques. ID 2249  
  Question asslam o alaikum ya ali madad kibla main aap se quiction poochna chahta hoo kibla hamaray zakir molvi kehtay k agr namaaz main tashad main ali un wali allah ka zikr na ho to namaaz kabool nai hoti to kibla main pershaan hoo is main kia kerna hai paray ya nai plz mujay is ka jawab jeldi dena ok  
  Country  lalamusa - pakistan
  Answer w.s., eheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)  
  Topic  Tashhhud
  Mujtahid Aayat-ul-Allah Seestani  
  Answered By  Quran-o-Itrat Academy 


  Ques. ID 2011  
  Question aslaam o alaikum, kibla baat ye hai k hamary haan aik mulana sahib ali un wali ullah tashahad mai parhaty hain kia hum us k peechy namaz parh sakty hain ya hum namaz ghar mai parhain or plzz aqa sistani tell me k hum ali un wali ulaah k saath namaz parh sakty hain:talib e dua .ghulam hussain  
  Country  multan - pakistan
  Answer w.s. aheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)  
  Topic  Tashhhud
  Mujtahid Aayat-ul-Allah Seestani  
  Answered By  Quran-o-Itrat Academy 


  Ques. ID 1974  
  Question namaz main tashahad main ali un wali ulah parhna wajib hain ya mustahib is masle ko detail se bayan kijiye kiun k yaha pe is baat ko lekar shia masail ho rahe hain  
  Country  karachi - pakistan
  Answer aheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topoc:tashhud)  
  Topic  Tashhhud
  Mujtahid Aayat-ul-Allah Seestani  
  Answered By  Quran-o-Itrat Academy 


  Ques. ID 1950  
  Question Salam mara sawal ye hay ke karsaz ke jama masjid ke juma ke imam ne last juma or ec juma dono me ye bayan keya k Tashahhud main Shahadat e Saalisa (Aliun Waliullah) parhna jaez hay or kahty han ke aayat ul Allah Seestani ne hukam deya hay ke aap parh sakty han.  
  Country  Karachi - Pakistan
  Answer w.s. eheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)  
  Topic  Tashhhud
  Mujtahid Aayat-ul-Allah Seestani  
  Answered By  Quran-o-Itrat Academy 

 
 
 

 


From: Hasnain Naqvi <hrnaqvi12@hotmail.com>
To: "shia_strength@yahoogroups.com" <shia_strength@yahoogroups.com>
Sent: Wed, May 19, 2010 3:36:47 PM
Subject: [shia_strength] Namaz without Wilayat e Ali(asws)

 

Dear All,

In Suwab ul Amal page 225 by sheikh saduq


Imam Baqar(asws) says, any one who opposes Wilayat e Ali(asws), it is upon him whether he offer prayer or does zana.



means any one who opposes Wilayat e Ali(asws), It does not differ whether he offer prayer or do zana.


Lanet on all muqassareen.


The New Busy think 9 to 5 is a cute idea. Combine multiple calendars with Hotmail. Get busy.


__._,_.___
Recent Activity:
MARKETPLACE

Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.


Get great advice about dogs and cats. Visit the Dog & Cat Answers Center.


Hobbies & Activities Zone: Find others who share your passions! Explore new interests.

.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment

Blog Archive