Haye Baad-e-Rasool Ummat Nay Fatima Haye baad-e-Rasool ummat nai Fatima ko bohat sataya hay. Us kay ghaar ko jalanay aayei hain, jis kay ghaar main Quran aaya hay. 1) Bharay darbaar main musalmaan nay dono jhutla diye hain laal us kay Jaanay kaisa salook kaar dala pal may ho gayai safaid baal us kay Girr kay bayhosh ho gaye Zahra, haal Zainab ko jab sunaya hay. 2) Boli Fizza issay rulao na jhirkiyan do na kuch toh sharam karo Dekh jis ko Nabhi kharay rehtay us ko darbaar main khara na karo Royi jab ladli Muhammad ki, sara darbaar muskaraya hay. 3) Teri hi maa ka naam hai Zainab aur Shabbir hai sabar tera Teray aansu Sajaad kay aansu, aur Sakina main hai asaar tera Teray bachon nay Bibi teri tarha, zulam say kay yeh deen bachaya hay. 4) Jo ajar syedan nay hay paaya kaisay koyi lagaiay andaaza Jab musalmano nay kiya humla yun laaga Fatima ko darvaza Zakhmi pehloon say paak bibi nay, markay bi haath na uthaya hay. 5) Na Hassan daar hai koyi mehshar ka aur nah khauf hai jahanum ka Hum azadaron ko to bus Bibi aasara hay bohat teray ghum ka Kasam Ghazi ki khush naseeb hay woh, jis kay dil main yeh ghum samaya hay. Kesay Darbaar Main Gayi Hogi, Ay Nabuwat Ki Abroo Zahra. Kesay darbaar main gayi hogi, ay nabuwat ki abroo Zahra. Hasray hay tamaam kalma goh, karti ro kaar jo guftagu, Zahra. 1) Jo masayab Batool par aayay, din te partay to raat ho jaati, Karti jo badua kabhie Zahra, katam yeh qayanaat ho jaati, Baad baba kay na sakoon paaya, kaisai jeeti rahee hay tu, Zahra. 2) Teray Shabbire nay Karbal may, dheen bachanay ko saar kataya hain, Teri sunnat adda ki Zainab nay, khutba darbaar mai sunaya hain, Tu sahaabi ke samnay royi, voh sharabi ke rubaru, Zahra. 3) Kabhie Yasrub ki pakh basti main, kabhie Karbal ke hee biyaba'n hay, Kabhie Kufay ki tang galiyon main, aur kabhir Shaam walayn zindaan main, Deen ki sarfarazi ko har dum, kaam aya tera lahu, Zahra. 4) Yeh toh saab raviyon nay lika hay, hashar main jab Batool aayai gi, Khoon bhara kurta paakh betay ka, bazoo Abbas bay vi laiay gi, Matami jo Hussain ka hoga, usko karday gi surakhru, Zahra. 5) Yeh vo bibi hay jiskay bachon ko, saray nusranino maana tah, Hy darbaar may musalman nay, inki azmaat ko nah pechana tah, Chun ke tehreer ki subi tukray, dekhti rokay charsu, Zahra. 6) Jo tera ghaar jilanay aaya hay, voh toh janat may ja nahin sakda, Jo teray ghaar te rohdiya hay, kabhie usko dosak jila nahin sakda, Uski baqshish assan nahin hogi, jo bhi hoga tera adhu, Zahra. |
New Email addresses available on Yahoo!
Get the Email name you've always wanted on the new @ymail and @rocketmail.
Hurry before someone else does!
__._,_.___
The Holy Qur�an - http://www.quran.org.uk
Commentary of Holy Qur'an http://al-islam.org/tahrif_quran/
Du'a - http://www.duas.org
Islam - http://www.al-islam.org
Free Islamic Books -http://www.winislam.com
http://www.islamic-message.net/English/index.htm
Commentary of Holy Qur'an http://al-islam.org/tahrif_quran/
Du'a - http://www.duas.org
Islam - http://www.al-islam.org
Free Islamic Books -http://www.winislam.com
http://www.islamic-message.net/English/index.htm
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment