بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Mahe Rajab
Holy Prophet Muhammad al Muṣṭafā (S.A.W.W) ne farmaya:
"Jo Shaks Mahe rajab ke Jummah ke din 4 Rakat Namaz , zohr aur Asr ke darmiyan padhega (details below); parwardegar e Aalam is ke liyie jis din namaz padhi hai usdin se marne ke din tak 1000 hasanaat likhta rahega aur jo bhi ayat padhi hai uske badle bahisht me ek shehar (city) yaqoot-e-surkh ka aur har harf ke badle ek qasr safed moti ka tameer karega aur uska aqd (shadi) hoor-al- ayn se kardega aur uss se razi rahega aur uska naam ibadatguzaro me darj kar dega aur uska anjaam nekh bakti aur maghferat par hoga"
4 RAKATS NAMAZ (2 X 2)
Har ek rakat me
1.Sura-e-Fateha - 1 martaba
2. Ayatal Qursi - 7 martaba
3. Sura-e-Tawheed - 5 martaba
Namaz ke baad padhe
4. Astaghfirullahalazi lailaha illa hua wa as alahut taubata.- 10 martaba
[Reference : Mafatih al Jinan]
=================================
Suggested link for the Week:
The Virtues of Ameerul Momineen Ali ibn Abi Taalib (a.s.) as Mentioned in Shia and Sunni Exegesis
=================================
__._,_.___
Trying To Build Society based on Peace and Justice
The one who love Imam e zaman(a.t.f.s) must be prepared to struggle and
labour his self, his pen and his wealth in the way of Imam e
zaman(a.t.f.s)
I remember the words of Imam (a.s), that we are responsible for the
duty, and not for the result. A warm smile washes away the tension of
confusion, as I thank Allah for the presence of my friend, whom Allah
may protect, and guide
IMAM E ZAMANA (a.f.t.s) Bless you And All Your Family those help others
and learn islam.
Syed Mohamad Masoom Abidi
MARKETPLACE
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment